eknazar - desi lifestyle portal
Washington
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     148  149  150  151  152  153     204  260  373  599  
pagination
Gaye jo aap

Gaye jo aap “Sidratul-Muntaha” se bhi agey,

Rutbaa kitna ooncha mere sarkaar ka hai,
...


Feb 12 2018 by Eknazar

Nawaza jo kuch bhi

Nawaza jo kuch bhi mere Khuda ne mujhe,

Peechey waseela mere sarkaar ka hai,
...


Feb 12 2018 by Eknazar

Ghulami-e-Rasool

Ghulami-e-Rasool mein baha de gaye lahuu bhi apna,

Mera jism, Meri rooh, Sabhi mere sarkaar ka hai..
...


Feb 09 2018 by Eknazar

Daikh kar bhi tere jalwe nahin daikhe jate

Daikh kar bhi tere jalwe nahin daikhe jate,

Wohi pabandie adaab e nazar hai k jo thi.
...


Feb 09 2018 by Eknazar

Dunia Ki Har Fiza Mein Ujala RASOOL Ka

Dunia Ki Har Fiza Mein Ujala RASOOL Ka,

Ye Sari Kainaat Hai Sadqa RASOOL Ka,

Khushboo Gulab Hai Pasina RASOOL Ka,

AapKo Mubarak Ho Mahin...
...


Feb 09 2018 by Eknazar

Bazaar se guzar raha hoon

Bazaar se guzar raha hoon,

Khareedar naheen hoon mein,

Dunya se guzar raha hoon,

Talabgaar naheen hoon mein
...


Feb 09 2018 by Eknazar

Jayse Chand saja hai Taaron se

Jayse Chand saja hai Taaron se,

Youn Bazam Teri tarah Yaaron se,

Siddiq o Umar, Usman o Ali,

Mujko pyaar hai Tere Pyaaron se.
...


Feb 06 2018 by Eknazar

Salaam ka jawab dena

Salaam ka jawab dena,

Mareez ki Eeyadat karna,

Janaze ke Hamrah jana,

Dawat Khabul karna

Cheenk ka Jawab dena
...


Feb 06 2018 by Eknazar

Aye khuda teri shaan dekh raha hun

Aye khuda teri shaan dekh raha hun

Bina satoon kay khara asmaan dekh raha hun

Teri jalwa giri hai jaga jaga

Teri ibadat say gafil yah jahan d...
...


Feb 06 2018 by Eknazar

Zaaya na jayegi mehnat namaz ki

Zaaya na jayegi mehnat namaz ki,

Dono jahaan ki khair hai daulat namaz ki,

Dil me basalo dosto hasrat namaz ki,

Sajde me jaakar lootlo rehmat...
...


Feb 06 2018 by Eknazar

pagination
1     148  149  150  151  152  153     204  260  373  599  
pagination
Mortgage Protection Cosmos Big Banner


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us