eknazar - desi lifestyle portal
Tallahassee
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     361  362  363  364  365  366     389  418  475  590  
pagination
Pyar To Zindgi Ka Afsana Hai

Pyar to zindagi ka afsana hai
iska apna hi ek tarana hai
pata hai sabko milenge aansu
par na jane is dunia me
kaun kiska deewana hai
...


Jun 11 2013 by

MOHABBAT KARNE WALE KO

Mohabbat karnewalo ko diwana keh diya
Shamma pe jalnewalo ko parwana keh diya
Mohabbat ko dafnaya paththar ke niche
Aur logo ne uska naam Tajm...
...


Jun 11 2013 by BISWANATH

Zindagi Ek Kitab Hoti

Zindagi ki kitab ke kuch panne hote hai
kuch aapne hote hai kuch begane hote hai
pyar se sanvar jati hai zindgi
bas pyar se rishte nibhane hote hai
...


Jun 11 2013 by Sukhdevkarun

Rulana Tha To Kyo Hasaya

Rulana hi tha hame to kyo hasaya tha hame
bigadna tha hame to kyo banaya tha hame
bhool gaya tha dil todne ki aadat hai tumhe
ho gayi mujhse galti ...
...


Jun 11 2013 by chand guru

Labjo Ne

Labjo ne chhod diya hai
bayan karna hal-e-dil ka fasana
itne dhokhe khaye hai pyar mein
ki dil ne bhi chhod diya hai
dil mein kisi ko bsana
...


Jun 11 2013 by Navi Shrivastava

Jo Rounga To

Jo rounga to palko pe nami reh jayegi
zindagi bas naam ki zindagi reh jayegi
ye nahi ki tum bin jee na paunga
haa magar zindgi mein ek kami reh jay...
...


Jun 11 2013 by Navi Shrivastava

Teri Meri Soch

Teri meri soch me fark hai zalim
Warna aaj itna bura anjaam na hota
Duniya hume jhuk ke salaam karti
Agar Humara pyaar nakaam na hota
...


Jun 11 2013 by Anand Singh

Sanse Bhi Jism Ki Sadaa Na Rahi

Dhool ko pairo ki parwaah na rahi
Saanse bhi jism ki sadaa na rahi
Mana ki dhadktaa hai dil unki yaad se
Par us dil me humaare liye wafaa na rahi
...


Jun 11 2013 by eknazar

Hum Rok Na Sake Wo Laut Ke Aaye Nahi

Khushi mili ya gam humne kabhi chhupaye nahi
Unke gam me zindagi bhar hum kabhi muskuraye nahi
kaash wo sun paate gam bhari daastaan meri
Hum rok n...
...


Jun 11 2013 by eknazar

Jo Palko Me Gam Chhupaye Hote Hain

Jo palako me gam chhupaye hote hain
Wo zamaane ke sataaye hote hain
Jinko samjhaa sadaa se apnaa
Wahi apne ant me paraaye hote hain
...


Jun 11 2013 by Anand Singh

pagination
1     361  362  363  364  365  366     389  418  475  590  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us