Jaal buna chahat
Jaal buna chahat ka kuch aisa main fashta chala gaya,
jhuth ko mana such aur pyar karta gaya,
socha na aaye ashu shail ke ankhon mein kabhi,
uska rashta dhundte huye bahut dur chala gaya,
na malum tha anshu ka karan main khud hun,
jab hua malum to rishton se bahut dur nikal gaya
sunil srivastava