eknazar - desi lifestyle portal
New Hampshire
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     576  577  578  579  580  581     587  598  
pagination
dard

meri raahon par tere nakshe kadam baaki rahe,
tu chali gayi,par tere gam baaki rahe|
pyar tera ek mithi kasak ban gaya,
dil par jo tune kiye wo sit...
...


Apr 15 2004 by jugnu

pyaar

hum to pyaar ke aadi hain
humme pyaar karo......
pyaar humne bahut kar liya
humme duniya aabaad karo....
...


Apr 15 2004 by jimmy

unki yaad

main ab bhi uske waadein ka etbaar karta hoon,
hajar baar jinhe humne ajma liya |

ho gaya jab unki yaad mein jina mushkil,
to jaam humne apne haa...
...


Apr 15 2004 by jugnu

bewafa

kyon khat likhti ho ,ab chahat kaisi,
jab juda ho gayi ho to mohabbat kaisi |
mujhe to teri wafaon par bada naaz tha,
tu bewafa nikli to tujh se sh...
...


Apr 15 2004 by jugnu

bewafa ka intjaar

gajab kiya jo tere waade ka intjaar kiya,
tamaam umar phir hamne qayamat ka intjaar kiya |
qayamat home par bhi jab tu najar na aayi,
to humne jana...
...


Apr 15 2004 by jugnu

bewafai

Badla jo makaan naye makaan ka pata to bata do |
tanha to hame chod chuke ho ab hamari khata to bata do ||
...


Apr 14 2004 by jugnu

gam ki raatein

Jo chand roj pehle aapse hamari mulakat na hoti,
dil nahi hota bechain aur aapse baat na hoti |
aur jab hoti hi nahi hame aapse mohabbat,
to ye ga...
...


Apr 14 2004 by jugnu

mahobbat ka inaam

Jindgi ka bharosa nahi,
jindgi pal do pal ki mehmaan hai |
sacchi mohabbat karne par,
hame mila bewafai ka inaam hai ||
...


Apr 14 2004 by jugnu

aarjuyen

Aarjuen to hajar rakhte hain,
dil mein sirf aapke liye pyar rakhte hain |
jab hai aapko hum par pura etbaar,
to kyon apne labo pe inkaar rakhte h...
...


Apr 14 2004 by jugnu

intjaar ka pal

Ab aankh mein ashk aane ka sabab yaad aaya,
jindgi mein humne kya khoya jane kya paaya |
jis pal ke intjaar mein hone laga tha hume jindgi se pyar, ...
...


Apr 14 2004 by jugnu

pagination
1     576  577  578  579  580  581     587  598  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us