eknazar - desi lifestyle portal
New Hampshire
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders
Cosmos Big Banner Mortgage Protection



pagination
1     328  329  330  331  332  333     361  394  460  592  
pagination
Palkon Say

Tha Main Itna Beqarar Kay Soya Na Rat Bhar
Palkon Say Apni Tera Nam Likhta Raha Rat Bhar
Khiaylon Main Socha Tha Tum Ko Main Nay
Khuli Aankh T...
...


Mar 10 2014 by Eknazar

Ek Samshaan Ke Bahar Likha Tha...

Ek Samshaan Ke Bahar Likha Tha…

Manzil Toh Teri Yahi Thi, Bas
Zindagi Gujar Gyi Teri Yaha Aate-2
Kya Mila Tujhe Es Duniya Walo Se ?
Apno ...
...


Mar 06 2014 by Eknazar

Beautiful Lines To Save Relations..

Yadi Zindagi Ke Mode Par Hum Tumhe Bure Lagne Lage Toh,
Zamane Ko Batane Se Pahle Hume Ek Baar Jarur Bata Dena
...


Mar 06 2014 by Eknazar

Mohabbat Aankho Se

Mohabbat Aankho Se Nikle Ashko Ko Moti Bana Deti H
Mohabbat Gehre Zakhmo Par B Marham Laga Deti Hai,
Jab Jeene Ki Koi Bhi Vajah Hi Naa Bachi Ho...
...


Mar 06 2014 by Eknazar

Fitrat

Fitrat, Soch Aur Halaat Mein Farak Hai Varna,
Insaan Kaisa Bhi Ho, Dil Ka Bura Nahi Hota…!
...


Mar 06 2014 by Eknazar

Kabhi Bhi Kamyaabi

Kabhi Bhi Kamyaabi Ko Dimaag Aur,
Naakami Ko Dil Me Jagah Nahi Deni Chahiye
Kyuki Kamyaabi Dimaag Me Ghamand Aur
Nakami Dil Me Mayoosi Peda Ka...
...


Mar 04 2014 by Eknazar

Maango Toh Apne Rab Se

Maango Toh Apne Rab Se Maango
Jo De To Rahmat Aur Na De To Kismat
Lekin Duniya Se Hargiz Mat Maangna
Kyun Ki,
De Toh Ehsaan Or Na De To Sharmindgi
...


Mar 04 2014 by Eknazar

Mana ki tere Nakhre

Mana ki tere Nakhare,
Kisi Raani se kam nahi,
Par is Baat me kuch Dum nahi,
Jab tak tere Badshah Hum Nahi !
...


Mar 04 2014 by Amol Jain (ami)

Dil Chahta Hein....

Tere Ishq Mein Fana Hone Ko Dil Chahta Hein

Chand Sitaron Ko Zameen Pe Laane Ko Dil Chahta Hein

Chahta Hein Dil Choopa Loon Tujhe Palkon Ke...
...


Mar 04 2014 by Sidhket-Siddharthsingh

Kabhi Pathro Par

Kabhi Pathro Par Phool Khil Jate Hain
Kabhi Ajanabi Bhi Apne Ban Jate Hain
Kabhi Lasho Ko Kafan Tak Nahi Milta
Kabhi Lasho Par Tajmahal Ban Ja...
...


Mar 04 2014 by Eknazar

pagination
1     328  329  330  331  332  333     361  394  460  592  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us