eknazar - desi lifestyle portal
New Hampshire
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     379  380  381  382  383  384     399  420  461  544  
pagination
Tamanna

Tamanna karne se hi puri hoti hai har tamanna
Dil dhadakne se hi pura hota hai har sapna
Koshish karne se har rah aasan ho jati hai
Aur aage badne ...
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Raat Ke Tukdo Pe Palna Chod De

Raat ke tukdo pe palna chod de
shama ko kah de ki jalna chhod de
mushkile to har husn ka irada hai
kaise koi raha chalna chhod de
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Sari Umar Zindagi Se Door Rahe

Sari Umar zindagi se door rahe
Teri khushi ke liye tujhse door rahe
Isse badhkar to wafa ki saja kya hogi
Ke tere hokar bhi tujse door rahe
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Unke Deewano Mein

Unke deewano mein ginati jo na aa jaye to fir kahana
Banda jeevan ka juaa haar jo jaye to fir kahana
Main jo mitane ko chali hoon mujhe mitane de ja...
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Darbaar Kya

Darbaar kya hum dar pe bhee jee sakate hain
tu de jo to fir zakhm bhee see sakate hain
Muddat se hain pyase karo kuchh to karam tum
hum to tere gus...
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Toofan

Toofan mein gam ke hum hanskar ke dikha denge
Wo shamma hain paani mein bhee jalkar ke dikha denge
Mohataaz nahi ulfat tere pyar ke jaamo par
Ta-um...
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Jab Dard Puraana Hota Hai

Jab dard puraana hota hai
Khud aap davaa ban jaata hai
Vyavahaar paraaya bhee unka
Fir ek adaa ban jaata hai
Na ghabaraa dil tanhaai se
Na s...
...


Mar 17 2013 by Shyama

Jao Us Raste Pe

Jao us raste pe, jispe khai na ho
Jao us raste pe, jispe khai na ho
Aur pyar karo to aisi ladki se
jiska koi bhai na ho
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Alfaaz

Kuch Lafzon Ko Tol-Mol Kar Bataaya Nahi Jaata
Har Ek Ko Apne Dil Ka Haal Sunaya Nahi Jaata
Hum Jo Likhte Hai Woh Humare Jazbaat Hai
Auron Ke L...
...


Mar 17 2013 by eKnazar

Bas Tu Ek Bar Insan Ban Ke Dekh Le

Ai Khuda tu meri aakhri dua to sunle
is dard ko apna bana ke to dekh le
tujhe pata chalega Insan ke dil me kitna hai dard
bas tu ek bar Insan ban k...
...


Mar 14 2013 by eKnazar

pagination
1     379  380  381  382  383  384     399  420  461  544  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us