Teri Aankho mein hamne kya dekha
Teri Aankho mein hamne kya dekha
Kabhi katil to kabhi khudha dekha
Hai aandaj tere rukne ka....
waqt ko bhi hamne ruka-ruka dekha
tere aane mein aur jaane mein....
hamne sadiyo ka fasala dekha..
phir na aaya khayal jannat ka
jab hamne tere ghar ka rasta dekha...
Sanjay Mahajan