kisine unse poocha
chand kaise nikalta hai
kisine unse poocha
chand kaise nikalta hai
unhone zulphe laheraye
thodda muskurayi
aur kaha
aise!
Apr 13 2004 by: pinksmile
Jabhi tera chahera dekhata hu to ye sochata hu ki in ankho me khavab ban kar rah jau,
fir darta hu sayad kahi kisi din aashun bankar na bahjau.
Apr 13 2004 by: raah
tuhar chehera hamar moti ke samaan
tuhar chehera hamar moti ke saaman
moti humre kutte ka naam!!!!!!
Apr 13 2004 by: Harshada
Yeh gazal hai na geet hai koi
Yeh mere dard ki kahaani hai
Mere seene mein sirf, ho
Mere seene mein sirf shole hai
Meri aankhon mein sirf paa...
Apr 13 2004 by: Sahil
AYE BARISH JARA THAM KE BARAS, JAB MERA YAR AA JAYE TO JAM KE BARAS, PEHALE ITNA NA BARAS KI WO AA NA SAKE, PHIR ITNA BARAS KI WO JA NA SAKE.
Apr 13 2004 by: SHAGUN.M.B
Mere Janaze mae to Saara Sha-har Niklaa
Mere Janaze mae to Saara Sha-har Niklaa
Magar woh-hi Nahi nikli Jinke-liye yae Janaza nikla
Adaab
Apr 13 2004 by: Sanjay
wo naraj hai isliye ki mai usase nahi hu milata
kaise batau usko coridor ke kutte se mera dil hai dahala
mere sasrene bhi muzse khub badala liya
...
Apr 13 2004 by: Nilesh pampattiwar
Humare dil ki kashti kamjor nahi
Titanic jaisi
Agar hum chahe to chaand hi kya suraj ko bhi chupa de
Yeh koi shayari nahi bus humari ashiqi hai
...
Apr 13 2004 by: Nayak Gopikanth Bhanavathu
voh shayari hi kya,
jisme shayar na ho;
voh aadmi hi kya,
jiski backup ke liye zamana hi na ho.
Apr 13 2004 by: jassi
ugta huva suraj duva de aapko,
khilta huva phool khushbu de aapko,
hum to kuch dene ke kabil nahin,
duva karte he dene wala hazar khushya de aapko!...
Apr 13 2004 by: Abdulaziz S Harunany
Yeh dil awara hai
jise tunehi sawara hai
aaj jo parwana likh raha hai
usee tunehi banaya hai
Apr 13 2004 by: Nayak Bhanavathu Gopikanth
AAs thi ki woh mera pyar banegi
Zindagi ke safar mein hamrah banegi
Pyar to door woh yaar (friend) nahin ban paayi
Hamrah ki chhodo mere saath...
Apr 13 2004 by: Pankaj Shetty
Dil to hai dil
dil ka aitbaar kya kije
aa gaya jo kisi pe pyar kya kije
dil to hai dil , dil ka aitbaar kya kije
Chaaye hain man mein mere
madh...
Apr 13 2004 by: Mamta
DIL JO TOUTEYGA TOO FARIYAD KAROGAY TUMBHI,
HUM NA RAHEINGAY TOO HAMAY YAAD KAROGAY TUMBHI...
Dec 23 2003 by: iffi20w29,its_twilight_zone
Pyaas lagi tab botle khali ho gayi thi
Suraj dekhane se pehale chaand nikal pada tha
Subah-shyam din-raat kuch nazar na aa rahi thi
Yeh kambakhat t...
Aug 16 2003 by: Gopi
Jab dil hi dena tha tho dard kyo diya
Jab mahobath nahi karna tha tho dosti kyo kiya
Aug 16 2003 by: Sanjay
Kuwarapan (celebacy) se ghabra raha hun,
pathni chahiye
Shadi karke pachchtaraha hun,
agar pathni chahiye tho meri lejayiye
Aug 16 2003 by: Shyamsunder Cheruku
shayeri karni ati nahin shayer bane chale,
shayeri karni ati nahin shayer bane chale,
leila ko pehchante nahi aur majnoo bane chale
Aug 16 2003 by: Abdulaziz S Harunany
PHOOL PATTON SE JUDA HAI, KANTON SE NAHI, AAP HUMSE JUDA HAI, HAMARE DIL SE NAHI.
Aug 16 2003 by: MIR TABREZ ALI
Apney agaaz sey aaj tak zindagi teri hi yaad main ghum rahi.. phir bhi janey kiyo yeh ehsaas hai jaisey mohabbat main meri kuch kami rahi...
Aug 16 2003 by: Anna
Humne lakh samjhaya dil ko ki e dil unhe yaad karna chod de,
Dil ke har kone se ye Awaz ayee.....
Yaha toh har saans mein woh base hai toh kya saans...
Aug 16 2003 by: Ali
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,
Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi,
Kar ke mohabbat koi nahi bachega,
Aur jo bachega use tanhai mar dal...
Aug 16 2003 by: Pranay
aaj deedar, kal yaar parso pyaar, phir ikraar, phir intezar, baad mein takrar, phir daraar, sari mehnat bekar, aur akhir mein ek aur "DEVDAS" phi...
Jul 28 2003 by: Abdulaziz S Harunany
Fasleey jism ko to dour ley jatey hai
per diloo key shehar to ujar tey nahi
ankhoo sey ankhoo ka rishta tut jaye bhi to kiya... sath dekhey huey khw...
Jul 28 2003 by: Anna
Mast nazroon sey dekh lenna tha
agar tamanahh thi azmaney ki
hum to behust yu hi ho jate
kya zaroorat thi muskuraney ki...
Jul 28 2003 by: Anna
khubsoorat si hawa chal jaati hai
jab teri surat saamne aati hai
ye aankhen khud-b-khud jhuk jaati hain
jab teri aankhen meri aankhon se takraati h...
Jul 28 2003 by: Geetali
mizaz-e-mausam ka ikarar ho to kya
chand ka bhi ishara ho to kya
aagar aapaki marzi nahi
to hamara deewanapan bhi kya
Jul 28 2003 by: bharati
kyu dahoondte firta ho mujeko eder uder kabhi to dekho apne dil ka ander yahi mera ghar hai yahi sab kuch hai jab yeh baat jan jaoge hur dum mujeh apn...
Jul 28 2003 by: anshulmittal
Hum pyar hai tumhare
Dildaar hai tumhare
Humse mila karo
Humse mila karo
Koi shikwa agar ho
Aur shikayat agar ho
Humse gila karo
Par tum m...
Jul 28 2003 by: Dilhara
tu bol ya na bol tere na bolne ka koi gham nahin,tera ek deedar tere bolne se kam nahin
Jul 28 2003 by: sachin joshi