Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.
Hap...
Jun 18 2013
Ae Khuda Mere Yaar Ka Daman Khusiyon Se Saza De,
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Waj...
Jun 18 2013
Hamse Kare Woh Pyar
Izhaar Kisi Aur Se Kare
Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar
Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare…
Jun 18 2013
Uske Bina Ek Pal Bhi Guzara Nahin
Kisi Aur Ko Humne Dil Mein Utara Nahin
Rukna Kyat Ha Hum Toh Saans Bhi Rok Lete
Par Tumne Dil Se Kabhi Pukar...
Jun 18 2013
Dil Ke Khareed Daar Toh Hazaar Mil Jayenge
Dhokha Dene Wale Aapko Hazaar Mil Jayenge
Hum Jaisa Dost Na Mil Payega Aapko
Bewafa Yaar Toh Beshum...
Jun 18 2013
Mahfilein Sajti Hai Roz, Sajti Rahengi
Jaam Hote Nahi Sab Peene Pilaane Waale
Aasteen Mein Chhuriya Leke Ghoomte Hai Sab
Dost Hotey Nahi Sab H...
Jun 18 2013
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chip...
Jun 18 2013
Aansuon ko palkon pe laaya na kijiye.
Dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye…
Log mutthi mein namak liye firte hain..
Apne har jakhm dikhaya...
Jun 18 2013
Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi Kitne
Gaer Bhi Ho Jaate Hai Ikk Pal Mein Apne
Na Jana Kabhi Sapno Ki Duniyaa Mien
Toot Jata Hai Dil, Toot Te Hain...
Jun 18 2013
HUM DARD JHELNE SE NAHI DARTE
PAR US DARD KE KHATM HONE KI KOI AAS TO HO
DARD CHAHE KITNA BHI DARDNAK HO
PAR DARD DENE WALE KO USKA EHSAS TO HO
Jun 11 2013 by: Imteyaz
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
Pyar se nahin hum rusuvai se darte hain
Dil meih umang hai tujhse milne ki Par
milne ke baad aane wali jud...
Jun 11 2013
koi shikwa na shikayat tumse
maine to sikhi quran-e-paq ki har aayat tumse
tumhi se jana maine gita ka saar kya hai
khamosh juban aur jhuki nazro k...
Jun 11 2013
Pyar to zindagi ka afsana hai
iska apna hi ek tarana hai
pata hai sabko milenge aansu
par na jane is dunia me
kaun kiska deewana hai
Jun 11 2013
Mohabbat karnewalo ko diwana keh diya
Shamma pe jalnewalo ko parwana keh diya
Mohabbat ko dafnaya paththar ke niche
Aur logo ne uska naam Tajm...
Jun 11 2013 by: BISWANATH
Zindagi ki kitab ke kuch panne hote hai
kuch aapne hote hai kuch begane hote hai
pyar se sanvar jati hai zindgi
bas pyar se rishte nibhane hote hai
Jun 11 2013 by: Sukhdevkarun
Rulana hi tha hame to kyo hasaya tha hame
bigadna tha hame to kyo banaya tha hame
bhool gaya tha dil todne ki aadat hai tumhe
ho gayi mujhse galti ...
Jun 11 2013 by: chand guru
Labjo ne chhod diya hai
bayan karna hal-e-dil ka fasana
itne dhokhe khaye hai pyar mein
ki dil ne bhi chhod diya hai
dil mein kisi ko bsana
Jun 11 2013 by: Navi Shrivastava
Jo rounga to palko pe nami reh jayegi
zindagi bas naam ki zindagi reh jayegi
ye nahi ki tum bin jee na paunga
haa magar zindgi mein ek kami reh jay...
Jun 11 2013 by: Navi Shrivastava
Teri meri soch me fark hai zalim
Warna aaj itna bura anjaam na hota
Duniya hume jhuk ke salaam karti
Agar Humara pyaar nakaam na hota
Jun 11 2013 by: Anand Singh
Dhool ko pairo ki parwaah na rahi
Saanse bhi jism ki sadaa na rahi
Mana ki dhadktaa hai dil unki yaad se
Par us dil me humaare liye wafaa na rahi
Jun 11 2013
Khushi mili ya gam humne kabhi chhupaye nahi
Unke gam me zindagi bhar hum kabhi muskuraye nahi
kaash wo sun paate gam bhari daastaan meri
Hum rok n...
Jun 11 2013
Jo palako me gam chhupaye hote hain
Wo zamaane ke sataaye hote hain
Jinko samjhaa sadaa se apnaa
Wahi apne ant me paraaye hote hain
Jun 11 2013 by: Anand Singh
Apse dil agar mila na hota
Aaj apse dil ko gilaa na hota
Apke dil me bhi wafaa hoti
To judaai ka koi silsila na hota
Jun 11 2013 by: Anand Singh
Mere gareebi dil me mat raho
Mere kareebi kal me mat raho
jaha bhi ho is duniya me
hamesha tum salaamat raho
Jun 06 2013 by: Veera Murthy
Khoon ke rishte har rishte se bade hote hai
Duniya jinhe jane woh nate anmol hote hai
Ham mar bhi jayen to samjhoge nahi kyoki
benam rishto ke koi ...
Jun 06 2013
Tere liye chhod ke sab kuch tere ho gaye
muh phiraya aisa ki ham hi akele ho gaye
Har rat jag kar rote rahe, khud hi chup ho gaye
aap ne puchcha bh...
Jun 06 2013 by: Dominic
Bujh gaye bhi to kya apne dil ke diye
Abhi na royenge hum roshni ke liye
Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare
Dard kai hai bus zindagi ke liye
Jun 06 2013
Dil kisi paagal ke haath me patthar ki jaisa
Aur kisi nadaan ke haath me aayine ki jaisaa hota hai
Phikar mat karo, pehle wala todne ke liye tayaar ...
Jun 06 2013
kisiki yaadon ne pagal bana rakha hai
kahin mar na jayein kafan silwa rakha hai
Dafnane se pahle DIL nikal lena
kahin wo dafan na ho jaye jise dil ...
Jun 04 2013
Bewafa se wafa ki to kya paya humne
Dhokha Fareb aur daga paya humne
Sachhai ka sila humko ye mila
Aakhir me khud ko thaga paya humne
Jun 04 2013