Tootkar bhi mohabbat phir se janam le leti hai
Tootkar bhi mohabbat phir se janam le leti hai,
Jo kal khoya tha, kabhi kabhi aaj phir se mil jaata hai.
Dil ke zakhmon ko waqt bhar deta hai dheere dheere,
Aur ek nayi muskurahat purani dard ko mita jaata hai.
Admin
Show All