eknazar - desi lifestyle portal
Global
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     578  579  580  581  582  583     589  601  
pagination
nazar

nazar tou mila sake
per zaban ko hila na sake
laakh chaha humnay
phir bhi tum ko bhula na sake
...


Apr 16 2004 by kaleem

Dil

Dil do kisi ek ko, kisi nek ko, jab tak sacha dildaar nahi mile, try karte raho har ek ko.
...


Apr 16 2004 by

Pyaar

Vadoon ka matlab ikraar nahi hota, khamoshi ka matlab inkaar nahi hota, ek nazar milti hai hazaar nazron se, har nazar ka matlab Pyaar nahi hota.
...


Apr 16 2004 by monica

shayr koun

sayri who bhi sunate hain sayri hum bhi sunate hain
fark bas itna hain ki hum khud banate hain
aur wo chura kar lete hain

ser-o-sayari ki baate m...
...


Apr 16 2004 by NOURATAN SARASWAT; JORHAT(ASSAM)

Hadd

Dil diya ethbar ki hadd thi
Jaan diya pyar ki hadd thi
Maar gaye par kuli rakhi aankhen,
Yeh mere intezaar ki hadd thi
...


Apr 16 2004 by Shirin

Humne Tujhko Pyar Kiya

Humne tujhko pyar kiya hai jitna
Kaun karega itna
Kaun karega itna...

Roye bhi to
Dil hi dil me
Mehfil me muskaye
Tujhse hi hum
Tera ye...
...


Apr 15 2004 by dilhara

Mohabbat

kuch hosh nahi rehta , kuch dhyan nahi rehta
kuch hosh nahi rehta , kuch dhyan nahi rehta
mohabbat mein insaan , insaan nahi rehta
...


Apr 15 2004 by Jaikishan

Mohabbat

kuch hosh nahi rehta , kuch dhyan nahi rehta
kuch hosh nahi rehta , kuch dhyan nahi rehta
mohabbat mein insaan , insaan nahi rehta
...


Apr 15 2004 by Jaikishan

jawab

pyar ka matlab khwaab nahi hota,
bahakne ka matlab sharab nahi hota|
jindgi mein kuch sawaal aise bhi hote hain,
jinka koi jawaab nahi hota ||
...


Apr 15 2004 by jugnu

pyar

tu aaye ya na aaye o jaane wale,teri yaadein mujh ko sataya karengi,
tere khayal mujhe tadpaya karenge, teri baatein mujhe rulaya karengi|
subah ko ...
...


Apr 15 2004 by jugnu

pagination
1     578  579  580  581  582  583     589  601  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us