Global
Bay Area
Boston
Chicago
Dallas
Houston
Los Angeles
New Jersey
New York
more cities...
Advertise
|
Contact Us
My Account
|
My Event Orders
HOME
EVENTS
MOVIES
YELLOW PAGES
TOPICS
COUPONS
CLASSIFIEDS
NEWS LETTER
Click Here to Call: 888-248-4697
Home
>
Topics
> Shayari
Shayari
View All
|
Favorite Lyrics
|
Humorous Shayari
|
Serious Shayari
1
35
36
37
38
39
40
105
176
318
601
Qadar karlo unki jo
Qadar karlo unki jo tumse bina matlab ki chaahat karte hai
Kyunki
Duniya mein khayal rakhne wale kam aur takleef dene wale zyada milte hai
...
Nov 02 2021
by Admin
Dard ki harr ek hadd
Dard ki harr ek hadd se ab guzar gaya hoon mai
phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai
...
Nov 02 2021
by Admin
yaadein roi
yaadein roi, Sapne roye ya Dil roya pata nahi,
raat bhar siskiya sunai di,
sine me dhadkan ki tarah.
...
Oct 26 2021
by Admin
Aaj kuchh kami hai
Aaj kuchh kami hai tere bagair
Na rang na roshni hai tere bagair
Waqt apni raftaar se chal raha hai
Bas dhadkan meri thami hai tere bagai
...
Oct 21 2021
by Admin
Likhne Wale Kya Likhte Hai
Aankho Se Padhne Wale Kabhi Nahi Samajh Sakte
Likhne Wale Kya Likhte Hai
Er kasz
...
Oct 21 2021
by Admin
Kismat ki lakeeron
Kismat ki lakeeron par yaqeen karna chorr diya hai Dost
Jab insaan badal sakta hai to yeh lakeerein Q nahi
...
Oct 19 2021
by Admin
Tu hazar bar bhi ruthe
Tu hazar bar bhi ruthe to mana lunga tujhe,
magar dhayn rahe ki mohhabat me shamil koi dusra na ho..
...
Oct 19 2021
by Admin
Mere ilawa kisi aur
Mere ilawa kisi aur ko apna mehbub bnakar dekh le
tu bhi keh uthegi usme kuch aur baat thi
...
Oct 08 2021
by Admin
Kitne Tohfe Deti Hai
Kitne Tohfe Deti Hai Ye Mohabbat Bhi
Ruswai Alag Judai Alag Tanhai Alag
...
Oct 07 2021
by Admin
Shayar bana diya
Shayar bana diya adhuri mohabbat ne
Mohabbat agar puri hoti to hum bhi ek gazal hote
...
Oct 05 2021
by Admin
1
35
36
37
38
39
40
105
176
318
601
Click Here to Call: 347-338-3088
© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal
|
Privacy
|
Advertise
|
Contact Us