eknazar - desi lifestyle portal
Global
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     364  365  366  367  368  369     392  421  478  592  
pagination
Jo Palko Me Gam Chhupaye Hote Hain

Jo palako me gam chhupaye hote hain
Wo zamaane ke sataaye hote hain
Jinko samjhaa sadaa se apnaa
Wahi apne ant me paraaye hote hain
...


Jun 11 2013 by Anand Singh

Apse Agar Dil Mila Na Hota

Apse dil agar mila na hota
Aaj apse dil ko gilaa na hota
Apke dil me bhi wafaa hoti
To judaai ka koi silsila na hota
...


Jun 11 2013 by Anand Singh

Salaamat Raho

Mere gareebi dil me mat raho
Mere kareebi kal me mat raho
jaha bhi ho is duniya me
hamesha tum salaamat raho
...


Jun 06 2013 by Veera Murthy

Benam Rishta

Khoon ke rishte har rishte se bade hote hai
Duniya jinhe jane woh nate anmol hote hai
Ham mar bhi jayen to samjhoge nahi kyoki
benam rishto ke koi ...
...


Jun 06 2013 by eknazar

Meri Baat

Tere liye chhod ke sab kuch tere ho gaye
muh phiraya aisa ki ham hi akele ho gaye
Har rat jag kar rote rahe, khud hi chup ho gaye
aap ne puchcha bh...
...


Jun 06 2013 by Dominic

Bujh Gaye

Bujh gaye bhi to kya apne dil ke diye
Abhi na royenge hum roshni ke liye
Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare
Dard kai hai bus zindagi ke liye
...


Jun 06 2013 by eknazar

Phikar Mat Karo

Dil kisi paagal ke haath me patthar ki jaisa
Aur kisi nadaan ke haath me aayine ki jaisaa hota hai
Phikar mat karo, pehle wala todne ke liye tayaar ...
...


Jun 06 2013 by eknazar

Kya Hua Tera Wada

kisiki yaadon ne pagal bana rakha hai
kahin mar na jayein kafan silwa rakha hai
Dafnane se pahle DIL nikal lena
kahin wo dafan na ho jaye jise dil ...
...


Jun 04 2013 by eknazar

Bewafa Se Wafa Ki To

Bewafa se wafa ki to kya paya humne
Dhokha Fareb aur daga paya humne
Sachhai ka sila humko ye mila
Aakhir me khud ko thaga paya humne
...


Jun 04 2013 by eknazar

Awaaz

Dil ke tukde se
Awaaz aati thi kabhi
Bhari hui aankon se
Aansu aate the kabhi
Magar ab to khamosh hain barson se
Lagta hai Tumhari bewafai k...
...


Jun 04 2013 by eknazar

pagination
1     364  365  366  367  368  369     392  421  478  592  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us