eknazar - desi lifestyle portal
Global
Advertise | Contact Us
My Account | My Event Orders



pagination
1     357  358  359  360  361  362     387  418  479  601  
pagination
Mard ki aisi haalat pyar main hoti hai

mard ki aisi haalat pyar main hoti hai
jaise beemar ki tabiyat bukhar main hoti hai

insan zindgi bhr jhoot bolta rehta hai
wo baat kahan jo pehle...
...


Sep 30 2013 by m.asghar mirpuri

Phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,

Taras gaye apke deedar ko,
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai,
jo har roz apke husn ka deedar karta ...
...


Sep 29 2013 by Eknazar

Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,

Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata “Taj Mahal”,
Agar Ishq I...
...


Sep 29 2013 by Eknazar

Na Humko Dhoondo Sanam

Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam
Dil Mein Hum Bas Jaayenge!
Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh..
Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge!
...


Sep 26 2013 by Eknazar

Lagta Hai Hum Unpe Marte Hain

Unko Yeh Lagta Hai Hum Unpe Marte Hain
Humko Yeh Lagta Hai Ke Who Hum Pe Marte Hain
Daur Zindagi Ka Guzar Jayega Yoon Hi Humdum
Na Who Kuchh P...
...


Sep 26 2013 by Eknazar

Zara thamke baras

Ae barish zara thamke baras,
Jab mere yaar aa jaye to jamke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki wo jaa na sake…
...


Sep 26 2013 by Eknazar

Jannat main rehne waali pari ho tum

Jannat main rehne waali pari ho tum
meri jaan,meri zindigani ho tum
yaro main beth ker jo suna tay hain
meri jaan woh kahani ho tum…
...


Sep 26 2013 by Eknazar

Aakash ke taro me khoya hai jaha sara

Aakash ke taro me khoya hai jaha sara,
Lagta he pyara ek ek tara,
Un taro me sabse pyara hai ek sitara,
Jo is wakt pad raha hai sms hamara…
...


Sep 25 2013 by Eknazar

Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai

Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai,
Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main,
Ke Koi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Ha...
...


Sep 25 2013 by Eknazar

Meri har sans main

Khushbu ki tarah meri har sans main,
Pyar apna basane ka wada karo.
Rang jitne tumhari mohabat ke hain,
Mere dil me sajane ka wada karo…
...


Sep 24 2013 by Eknazar

pagination
1     357  358  359  360  361  362     387  418  479  601  
pagination


© 2021 All rights reserved eknazar.com
Legal  |   Privacy  |   Advertise   |   Contact Us